do jahan ka safar
Yad hmko jb bhi tumhari aaye hogi
Koi aahat tum tk bhi pahuchti hogi
Mana do jahan ka fasla hai abhi
Ush jahn me bhi aawaj to jati hogi
Jab the sath aansu bhi bat jate the
Dukh ki har bat pr sath aate the
Ab n ho tum n koi khwaahish hai
Kya ush jahan me bhi aaishe he aajmaish hai...
Comments
Post a Comment