Ankahii
Ish zindagi me kitna kuch hoga jo hm kabhi ni kh payenge ,.... bachpan se leke bade hone tk Tak k safer me ye bhi ek seekh hai jo hm apne ap sikhenge ... kyonki tb tk hm ya mahsus kr lete hain ki har bat kahne sunne wali ni hoti kuch bate sirf likh de jati hain. ab man ke shabdon ko kagaj pr kitni jgh milti hai ye alg bat hai.. kuch bate phir bhi rah jati hain Ankahii...