aatmsamman
Thoda mushkil hai, ye sb sirf mere sath he kyon hota hai ..ar bahut sare bate jo shuruaat hai pahle he har man lene ki ar jishne har man he liya ho ushe phir koun jita skta hai ,ar phir krte rho shikayate vakt se, logo se ,zindagi se ...kisi ko koi frk ni padne wala ar kuch bhi frk ni padne wala jb tk aapko khud kuch frk ni padta. badlav ki jarurat aapko hai, aatmsamman ke yudh me aatmvishvas ke bahut jarurat hoti hai..ni to aapko vo sabit krne k liye jo aap nhi hain , apni faydo k liye istemal krne wale tuchh logo ki bhi sankhya km ni hai to behtar hoga ki aapko khud pr to Vishwas ho ,samsya se bhagna samsya ka hal hota to n ramayan me Ram shree Ram hote ar n he abhimanyu Mahabharata ke maharathi ...to chije thodi mushkil bhi hongi ,log ache mile ishke liye ishwar ka dhnyavad pr kuch kadve anubhav dene wale log bhi milenge unka bhi swagat kre seedhe rashto pr chalne ki aadat hme pahado ke Shikhar tk ni pahuchati kuch tedhe rashte bhi honge kuch chattan bhi par krne honge to...