Riston ke ingredients ๐ถ
Aur akhir me sbko sath lekr chlna itna kathin bhi nahi hota bas jarurat hoti hai kuch ingredients ki ...hn dekha jaye to zindagi bhi ek recipe he to hai teekhe ,mithe , kadve har jayeke k sath ...to ye ingredients hai thoda dhairya bahut sari himmat ar aage akr jimmedari lene ka sahash hn sabhi ko accept kr lena shuru m thoda mushkil hota hai pr hme bhi to hmari tamam khamiyon k sath accept Kiya he gya hai sab kuch perfect dekhne ki chahat me hm ye chote chote pal n Miss kr den ar zindagi vahi to hoti hai jo hm jee rhe hote hain na ki vo jishki chah me zindagi nikl jati hai ๐๐
Comments
Post a Comment